bey izzati ka maqaam

August 24th, 2010

Is Say Barh Kar Bey-Izzati Ka Maqaam Kia Hoga Faraz!

.
.
.

K Date Pay Chheenk Maari to

.
.
.

Naak ka Chooha BACHCHI k Hooton Pay Jaa laga. :-)

dard itna tha zindagi men

August 24th, 2010

Dard Itna Tha Zindagi Men, Dharkan Sath Dene Se Ghabra Gai FARAZ,
.
.
Band Thi Ankhein Kisi Ki Yaad Men, Mout Aai oR Dhoka Kha Gai..

bara mushkil hai miss se pyar karna

August 24th, 2010

Bara Mushkil hai “Miss” se pyar karna ‘Faraz.,,
.
.
.
.
.
.
.

Love Letter bheja tha. Home work samajh k check kar diya..;-)

waqt miley kabhi parh lia kro namaz

August 24th, 2010

Waqt miley kabhi

To

Parh lia kro namaz,

Ye kia k har

Waqt bas

Faraaaz, faraaz,
faraaz… =P ;->

mera mayar ko

August 24th, 2010

mere mayar ko samhjne k liye bus itna he kafi ha…

“faraz”

ma uska hargez nahi hota jo har kese ka hojaye….

gas ki load shedding

August 24th, 2010

Gas ki load shedding par kia khoob kaha ha faraz ne:

Ab tou itni bhi mayassar nahin choolhon se,

Jitni hum chor dia kartay thay Koolhon se..;->

mera to ye sun kar heart he fail hogaya

August 24th, 2010

Mera to ye sun kar heart he fail hogaya
.
.
.
.
.
.
.
FARAAAAZ
.
.
Jab meri kaam wali maasi ne kaha:

Begum Sahaba FaceBook pe mujhe bhi add karlo :-D

main bhi gunahgaar hota

August 24th, 2010

Main Khuda Ki Nazron Main Bhi Gunahgaar Hota Hoon Faraz

.
.
.

K Jab Sajdon Main Bhi Wo Shakhs Mujhe Yaad Aata Hai.

fasly ghta dety

August 24th, 2010

Faasle ghata dete hein delon mein nafratoon ko “Fraz”

wo jo door howey tu kuch muhabbat se hony lagi….:

main apni mot ka

August 24th, 2010

Main apni mot ka tab tak intzar nahi karonga

faraz

jab tak wo khud nahi kahe k main abhi kise aur key hon